Wednesday 14 August 2013

Qaume-o-millat

Qaume-o-millat

                                      Bade fikre ki bat hai aaj bhi hamra shaher usi jagha par ruka hua hai jis jaga se shuroat ki thi. hamara is baat ki  taraf dheyan tak nahi jata. jaiga bhi kaise jab hamare apne buzurgo ne hi nahi socha. lekin ab hame sochne ke sath sath kuch karna bhi padega apne watan ke liye. is ke liye hame apni soch badalna hoga jis zarorat hai aaj apni alag pehchan rakhne walaMALEGAON.                               
                                       is baat ka ehsas to hamare shaher ko kafi time pehle se hi huchuka hai magar kuch preshaniyo me ghere rahne ki wajha se malegaon me traqqi na hosaki.

1.taleem ki kami

2.gurbat

3.sahuliat ka na milna

4.be rozgari

5.fuzool kharchi

6.riya kari

7.adam ittefaque (apass me ladna)
or bhi bahut sari bate hosakti ho sakti hai

                                                  lekin ab na ham me taleem ki kami to dor ho rahi or yeh hamre kuch aacche sooch rakhne wale shaher se apna samajh kar chalne wale ki deen hai in sab ki wajha se jo bhi thoda bahut shaher ko mila hai ese sambhalne ke sath sath age is se ziyada hasil karna hoga.
                                                
                                                 hame badi chalaki se rahna ho ga kuch dushman  samaj log apny thode se fayde ke liye shaher ko tabahi ke dahane par lakar khada kar diya hai. lekin hum unke is napak irade ko sirf unka kabhi na pura hone wala sapna banana hoga.
                            agar kuch shaher ke liye chahte ho to hame is ke liye mehnat karna hoga mehnat se mesal galat kamo galat chezo ka khatma karna hoga ek jut ho kar hum sab ko shaher ki traqqi ke raste ka hal nikalna hoga.

Meri tamam logo se guzarish hai ke jis se jitna bansake utna shaher ke liye soche or kuch accha karne ki koshish kare